Geet Mein Dhalte Lafzon Mein Lyrics & Meaning

Geet mein dhalte lafzon mein 
Taal pe chalti nabzon mein
Naya kuchh naya to zaroor hai

In terms of fitting song,
Pulse to play music,
There is something new ..


Shaam se leke sehron mein
Dhoop jadi dopehron mein
Naya kuchh naya to zaroor hai

From morning until evening,
On sunny afternoons,
There is something new ..


Kya baat hai jo baat hai taaza lage
Zindagi ki nayi nayi faza lage o..

What is that thing, whatever it is, it looks fresh
If the weather looks new life ..


Haan yeh umango se phoola hua seena hai
Lamha yeh maanga nahi, isse humne chheena hai
Yunhi jeena hai

Yes, the chest is full of excitement
We have not asked for this moment, we have been stripped ..
And we have to live like this ..


Dhool jami thi aankhon mein
Khwab khile ab lakhon mein
Naya kuch naya to zaroor hai

Shit, was not in our eyes
There are now millions dreams
There is something new ..

Dard ki baatein kal ki hain
Aaj mein khushiyan chhalki hain
Naya kuch naya to zaroor Hai

Talks of pain, for tomorrow
Today, is full of happiness
There is something new ..

Jebon mein hum raatein liye ghooma karen
Fursat ke yeh mauke sabhi jhooma karen

We put out nights walking around with pocket
Freedom / break dance all times (happily) ..

Haan yeh umango se phoola hua seena hai
Lamha yeh maanga nahi, ise humne chheena hai
Yunhi jeena hai

Hatheli mein hai, nayi garmiyan
Junoon sakht hai, gayi narmiyan

New in our palms heats are
Passion is hard, tenderness is gone.

Hai dilchasp yeh, aag si, aaaag si
Mitenge nahi, yaad se, yaaaad se

It's like fire, is an interesting finding
We like memories, will not disappear ..


Geet mein dhalte lafzon mein
Taal pe chalti nabzon mein
Naya kuchh naya to zaroor hai
Shaam se leke sehron mein
Dhoop jadi dopehron mein
Naya kuchh naya to zaroor hai
Kya baat hai jo baat hai taaza lage
Zindagi ki nayi nayi faza lage
Haan yeh umango se foola hua seena hai
Lamha yeh maanga nahi, isse humne cheena hai
Yunhi jeena hai

Nadi mein Talab hai Lyrics Meaning

Nadi mein talab hai, Kahin jo agar
Samandar kahan door hai

A wish of a river (to flow), is somewhere
Ocean is not too far

Damak ki garaz hai, sone mein agar
To jalna bhi manzoor hai

Gold, the desire to shine
However, burning is acceptable.

Ik udaan kab talak yoon kaid rahegi
Roko na chhod do isse

How long a flight (that's not a plane, but a human being) will be captured
Do not stop it, let it go.

Ik udaan hi sapno ko zindagi degi
Sapno se jod do isse

Will only give a flying dream life;
(My) dreams connect ..

Purani daleelon, rasmon ko sabhi, abhi se kahen alvida
Badalte dinon ke tareekon se, Seenchein hum naya gulistan

Will only give a flying dream life;
(My) dreams connect .....

Ik udaan kab talak yoon kaid rahegi
Roko na chhod do isse
Ik udaan hi sapno ko zindagi degi
Sapno se jod do isse
Ik udaan kab talak yoon kaid rahegi
Roko na chod do isse
Ik udaan hi sapno ko zindagi degi
Sapno se jod do isse

Motumaster Poem (Udaan) meaning

In Udaan, there's this wonderful song called Motumaster written by Anurag Kashyap. And there is a poem on motumaster's eating habits, qualities and possibilities, rendered by himself as far as I guess. Here is the poem and its English translation.

Har baal ki khaal ki yeh chhaal bhi kha jaaye
Iske haath padh jaaye toh mahine saal bhi kha jaaye
Kisi behaal ka bacha jo haal bhi haal kha jaaye
Bemaut marte mann ka yeh malaal kha jaaye
Lalu ka laal kha jaaye
Naxalbaari ki naal kha jaaye
Bachpan ka dhamaal kha jaaye
Budhape ki shaal kha jaye
Haya toh chodo behaya ki chaal bhi kha jaaye
aur agar parosa ja sake toh khayal bhi kha jaaye


They also cover the skin of a child will eat
He gets, he wants to eat the month and year
He also balance the good of the sick to eat
He died prematurely of heart yearn to eat
He can eat Laloo Laal (Laal red, Lalu may mean the original word, it means son)
He also said the Maoists barrel (their guns) can eat
He would eat the fun of childhood
He would eat the old-fashioned shawl
Forget shame, he would eat a brazen style of
And it is possible to put on the plate, he'll eat a thought ..

Joote Kahan Utare The: Poem Meaning

Chhoti-chhoti chhitrayi yaadein... bichhi hui hain lamho ki lawn par,
Nange paer unpe chalte-chalte itni door aa gaye hain,
ki ab bhool gaye hai joote kahaan utare the

Edi komal thi jab aaye the,
thodi si nazuk hai abhi bhi.. aur nazuk hi rahegi
In khatti-meethi yaadon ki shararat jab tak inhe gudgudati rahegi..
Sach.. Bhool gaye hain joote kahan utaare the
par lagta hai ab unki zaroorat nahi..


Small, scattered memories, moments are spread on the lawn
Walking barefoot on them, (we) have come so far
Where we had left our shoes (we) forgot ..

When we came was soft ankle
However, it is some softness, and will remain soft
These sweet-sour memories of the mischief he keeps Collier.
We left our shoes, where in fact, we have forgotten
But it seems that they are no longer needed ..

Featured Post

Blogger Tips and TricksLatest Tips For BloggersBlogger Tricks

Visiter

Bollywood Video Songs

Bollywood Video Songs
Bollywood Video Songs

Resent Post..

Blogger Tips and TricksLatest Tips For BloggersBlogger Tricks

Popular Posts